BHAJTA KYON NAHI RE MAN MURAKH Lyrics in Hindi

Real lyric content for this Hindi Christian song.

Hindi Lines
50
English Lines
0
Chords
No

Hindi Lyrics

Bhajta kyon nahi re man murakh,
Yeshu naam sachha naam,
Par karega is duniya ko,Yeshu naam sachha naam
Bhavsagar se hai yadi tarna,
Dukh sankat se nahi kuchh darna
Bhavsagar se hai yadi tarna,
Dukh sankat se nahi kuchh darna
Paar karega jeevan naiya,
Paar karega jeevan naiya,
Yeshu naam sachha naam
Bhajta kyon nahi re man murakh,
Yeshu naam sachha naam
Duniyan ke yeh gorakh dhande,
Jeevan ke hai saare fande,
Duniyan ke yeh gorakh dhande,
Jeevan ke hai saare fande,
Yeshu naam ko bhaj le bande,
Yeshu naam ko bhaj le bande,
Yeshu naam sachha naam
Bhajta kyon nahi re man murakh,
Yeshu naam sachha naam
Duniya mei tune paap kamaya,
Paap mei saara waqt gawayan,
Duniya mei tune paap kamaya,
Paap mei saara waqt gawayan,
Yeshu naam ko kyon nahi bhajta,
Yeshu naam ko kyon nahi bhajta,
Yeshu naam sachha naam
Bhajta kyon nahi re man murakh,
Yeshu naam sachha naam
Toote-foote hauj banaye,
Jinme poori shani na paaye,
Toote-foote hauj banaye,
Jinme poori shani na paaye,
Tujh ko poori shanti dega,
Tujh ko poori shanti dega,
Yeshu naam sachha naam
Bhajta kyon nahi re man murakh,
Yeshu naam sachha naam
Duniyan se tujhe hai kabhi jaana,
fir maya mei kyon fas jaana,
Duniyan se tujhe hai kabhi jaana,
fir maya mei kyon fas jaana,
Jeena hai tu jab lag bhaj le,
Jeena hai tu jab lag bhaj le,
Yeshu naam sachha naam
Bhajta kyon nahi re man murakh,
Yeshu naam sachha naam
Yeshu naam sachha naam
Yeshu naam sachha naam

Video

Watch / listen on YouTube

Related Hindi Songs