BASERA Lyrics in Hindi

Real lyric content for this Hindi Christian song.

Hindi Lines
63
English Lines
0
Chords
No

Hindi Lyrics

Hogaya Deewana
Hua Mein Parwaana
Hoke Aawara
Ghumoon Banjara
Hogaya Deewana
Hua Mein Parwaana
Tujhpe Mein Hara
Dekhe Zamaana
Tujhme Ho Mera Basera
Tujhme Ho Mera Savera
Hogaya Deewana
Hua Mein Parwaana
Tujhpe Mein Hara
Dekhe Zamaana
Hogaya Deewana
Hua Mein Parwaana
Tujhpe Mein Hara
Dekhe Zamaana
Mera Bas Chale Agar Jo
Saamne Girke Tere
Sajda Karoon Main
Haye Haye Haye
Uss Mariyam Ke Jaisa Main
Pairon Pe Girke Tere
Itra Maloon Main
Haye Haye Haye
Jiss Din Rahunga Tere Saamne
Rooh Ba Rooh
Dhalkar Teri Surat Mein
Lagoonga Main Hu Ba Hoo
Duniya Ko Rab Se Sab Chahiye
Mujhko Toh Rab Se
Rab Chahiye
Tujhse Mila Toh I Got Sense Of Reality
Tu Hi Hai Satya - Ab Karta Nahi Fallacy
I Got The Saviour That’s Living Inside Of Me
Udta Hoon Eagle Like I’m Feeling No Gravity
Family Varis Hoon Swarg Ka - Khuda Ki Legacy
Blood Of The Deity Faizaan - E - Mohabbat Ne
Badle Mentality Tu Hi Toh Sanity Tu Hi Awaaragi
Tu Zaroorat Nahi - Zaroori Hai Mujhko
In Saason Ka Haqq Bhi Hai Tujhko
Tujhse Mila Toh Main Mila Hoon Khudko
Teri Ye Khushboo - Kamal Hai Haa
Tujhme Jina Nahi Rehne Hai Mujhko
Meri Manzil Ka Rah Bhi Ab Tu
Tha Me Banjara Maine Na Koi Thikana
Banaa Hai Mera Ab Ghar Tu
Tujhme Ho Mera Basera
Tujhme Ho Mera Savera
Hogaya Deewana
Hua Mein Parwaana
Hoke Aawara
Ghumoon Banjara
Hogaya Deewana
Hua Mein Parwaana
Tujhpe Mein Hara
Dekhe Zamaana
Deewana, Deewana, Deewana Hoon Jo Tera
Song Credits:
WRITTEN BY AJAY GADANI, DEVIN DSOUZA, RJBMADZ, SUGIL CHILL.
PRODUCED BY ROSHAN TONY.
VOCALS : AJAY GADANI, DEVIN DSOUZA, RJBMADZ

Video

Watch / listen on YouTube

Related Hindi Songs