KUCH NAYA Lyrics in Hindi

Real lyric content for this Hindi Christian song.

Hindi Lines
80
English Lines
0
Chords
No

Hindi Lyrics

निर्जल देश में नदियाँ बहाएगा
जंगल के बीच में नया मार्ग बनाएगा (X2)
क्या तुम देख पा रहे हो
कुछ होने वाला है
तुम्हारे जिंदगी में
आशीष आने वाला है
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है
परमेश्वर नया कर रहा है
अब यहाँ कर रहा है (X2)
वह तेरे वंश पर आशीष बरसाएगा
तेरी संतान पर आत्मा उंडेलेगा (X2)
क्या तुम देख पा रहे हो
कुछ होने वाला है
तुम्हारे जिंदगी में
आशीष आने वाला है
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है
परमेश्वर नया कर रहा है
अब यहाँ कर रहा है (X2)
बंद जो दरवाजे हैं अब खुल रहे हैं
बाँझ को बच्चों की आनंद से भरता है
जो आँखों ने न देखा जो कानों ने न सुना
यीशु नाम से अब होने वाला है
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है
परमेश्वर नया कर रहा है
अब यहाँ कर रहा है (X2)
मेरे घर में परिवार में
मेरे बच्चों के भविष्य में
मेरी कलीसिया और सेवा में
कुछ नया कर रहा है
इस नगर में हर शहर में
सब राज्यों में मेरे देश में
इस दुनिया के हर कोने में
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है
कुछ नया कर रहा है
परमेश्वर नया कर रहा है
अब यहाँ कर रहा है (X2)
Nirjal Desh Mein Nadiyaan Bahaayega
Jangal Ke Beech Mein Naya Maarg Banaayega (X2)
Kya Tum Dekh Pa Rahe Ho
Kuchh Hone Wala Hai
Tumhare Zindagi Mein
Aashish Aane Wala Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Parmeshwar Naya Kar Raha Hai
Ab Yahan Kar Raha Hai (X2)
Woh Tere Vansh Par Aashish Barsaayega
Teri Santaan Par Aatma Undelega (X2)
Kya Tum Dekh Pa Rahe Ho
Kuchh Hone Wala Hai
Tumhare Zindagi Mein
Aashish Aane Wala Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Parmeshwar Naya Kar Raha Hai
Ab Yahan Kar Raha Hai (X2)
Band Jo Darwaaze Hain Ab Khul Rahe Hain
Banjh Ko Bachchon Ki Aanand Se Bharta Hai
Jo Aankhon Ne Na Dekha Jo Kaanon Ne Na Suna
Yeshu Naam Se Ab Hone Wala Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Parmeshwar Naya Kar Raha Hai
Ab Yahan Kar Raha Hai (X2)
Mere Ghar Mein Parivaar Mein
Mere Bachchon Ke Bhavishya Mein
Meri Kalisiya Aur Sewa Mein
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Is Nagar Mein Har Shehar Mein
Sab Raajyon Mein Mere Desh Mein
Is Duniya Ke Har Kone Mein
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Kuchh Naya Kar Raha Hai
Parmeshwar Naya Kar Raha Hai
Ab Yahan Kar Raha Hai (X2)

Video

Watch / listen on YouTube

Related Hindi Songs