HALLELUJAH STUTI GAYE HUM Lyrics in Hindi
Real lyric content for this Hindi Christian song with available chord references.
Hindi Lines
15
English Lines
1
Chords
Yes
Hindi Lyrics
Hallelujah Stuti Gaye Hum,
Yeshu ki stuti gaye hum -2
Haa – Hallelujah, Hallelujah, Hallelujah – 2
1. Kroos par bali dwaaraa,
apana lahu bahaayaa-2
paap ko haṭaa kar, saaf hai kiyaa,
humko bachaa liyaa -2
2. Is jeevan bhar main,
sadaa tujhko dhyaan karoongaa,-2
teri aatmaa paake, teri ichchhaa jaanke,
aage ko baḍhtaa rahoongaa -2
3. Yeshu ke paas aao,
aur mukti ko apnaao,-2
aashish vo degaa, saath apne legaa,
kabhi nahi chhodegaa -2
Yeshu ki stuti gaye hum -2
Haa – Hallelujah, Hallelujah, Hallelujah – 2
1. Kroos par bali dwaaraa,
apana lahu bahaayaa-2
paap ko haṭaa kar, saaf hai kiyaa,
humko bachaa liyaa -2
2. Is jeevan bhar main,
sadaa tujhko dhyaan karoongaa,-2
teri aatmaa paake, teri ichchhaa jaanke,
aage ko baḍhtaa rahoongaa -2
3. Yeshu ke paas aao,
aur mukti ko apnaao,-2
aashish vo degaa, saath apne legaa,
kabhi nahi chhodegaa -2
English Meaning / Translation
Hallelujah, let us sing praise. Let us sing praise to Jesus.
Chord References
G, D, C