रूह् ए पाक् आयियेइन् Lyrics in Hindi

Real lyric content for this Hindi Christian song.

Hindi Lines
16
English Lines
0
Chords
No

Hindi Lyrics

Rooh- e- paak aayiyein
hampe chha jayiyen
barishein ham pe rehmat ki
barsayiyein ............2
Rooh- e- paak aayiyein ...............6 aa....aa......aaa
Rooh- e- paak aayiyein ...............4
Ham khade hain yaha hath uthakar khuda
teri rahmat ka ham bhi nazara kare ..........2
he rahmat dil khuda mere shahein khush.......2
apni nazare karam ham pe farmayiyein
Rooh- e- paak aayiyein ................
Tune hi to kaha tha ki jaata hu main
ek madadgaar jake bhejunga main..........2
raah takte ham, vinti karte ham.............2
aye masih apna jalwa dikha jayiyei
Rooh- e- paak aayiyein............

Related Hindi Songs