AKASH AUR DHARTI KE RAJA KI JAI Lyrics in Hindi

Real lyric content for this Hindi Christian song.

Hindi Lines
32
English Lines
0
Chords
No

Hindi Lyrics

१ आकाश और धरती के राजा की जय,
जय-जय पुकार, जय-जय पुकार ।
सारी ज़मीन की सारी प्रजा,
यीशु की जय, जय-जय पुकार ।
२. दुनिया का रचने वाला वही
भक्तों के दिल का उजाला वही
पापिन कारण जन्मा वही
सूली पर चढ़ने वाला वही ।
३. वही है मेरे जीवन का मान,
मेरा उद्धर और मेरी चट्टान,
हाथों में उसके है कश्ती मेरी,
आने दो आता है गर यह तूफ़ान ।
४. दुख में ओ सुख में वह साथी रहा,
राहों में जीवन संग वह चला,
उस की राही हम पर कृपा बड़ी,
जीवन मिला तो उसी में मिला ।
1. Akash Aur Dharti Ke Raja Ki Jai,
Jai-Jai Pukaar, Jai-Jai Pukaar,
Saari Zameen Ki Saari Praja,
Yeshu Ki Jai, Jai-Jai Pukaar
2. Duniya Ka Rachne Wala Wahi
Bhakton Ke dil Ka Ujaala Wahi
Paapin Karan Janma Wahi
Sooli ParChadne Wala Wahi
3. Wahi Hai Mere Jeewan Ka Maan
Mera Uddhar Aur Meri Chattan
Hathon Mein Uske Hai Kashti Meri
Aane Do Aata Hai Gar Yeh Toofan
4. Dukh Mein Oh Sukh Mein Veh Sathi Raha
Raahon Mein Jeevan Sang Veh Chala
Uss Ki Rahi Ham Par Kripa Badi
Jeewan Mila To Usi Mein Mila

Video

Watch / listen on YouTube

Related Hindi Songs